Tuesday 18 November 2014

YA QAYYUMO: karibaar me farqqi

 IS ISM KI MADAVAMAT KI BARKAT SE UMRDA-RAZ HOTI HAI-MURADAAT ME KAAMYABI,DUSHMANO PAR GA-LBA AUR DILON PAR TASARRUF HASIL HOTA HAI-SAYYEDNA AMIRUL MOMENEEN HAZRAT ALI RAZI ALLAHO ANHU SE RIWAYAT HAI KE DEKHA MAINE BAWAQT SHIDDAT JANABE RASOOLEMAQBOOL SALLALLAHU ALAIHE WASALLAM KO YA HAYYO YA QAYYUM KAHA AUR FAURAN RAHAT HASIL HUI-JO SHAKHS TA-LIBE IZZATO JAH AUR TARAQQE KAROBAR HO BARAE QUDRATOSIR’ATO IJABATO QAZAE HAJAAT W HUSUL MAQASIDO FATAHMUQADMAT IS ISME MUBARAK ME SAB TASEERE MAUJOOD HAI- SHIEKH BOONI RAHMAT ULLAAH ALAIHE FARMATE HAI WAQT SEHER ISKA WIRS KARE TO KHALQ MUSAKHAR HO AKS-AR AKABEREEN NE ISM YA HAYYO YA QAYYUM KO ISME AZAM FARMAYA HAI-(TANWEER)

YA WAAJIDO/YA GANIYO/YA MAGNIYO

: YE ISMAE ILAHIYA HUSUL DAULAT DUGGNA KELIYE IMTIYAZI SHAAN RAKHTE HAIYA WAAJIDO HUSULE KASHF KELIYE AALEMEEN KA MAMUL RA-HA HAI-JO SHAKHS HALAAL ZARYAE MU’AASH KA TALASHI HO YA TAJIR JISKI TIJARAT HASHBE MANSHA NA CHALTI HO YA AU-LAAD KASHEER HOKHURDONOSH KA INTEZAM QALEEL HO YABILKUL NAHO IS LIYE HARAMO NAJAYEZ TALASH KARNE SE BEH-TAR HOGA KE INME SE KOI EK ISM MUNTAKHAB KARKE WIRD KARE YA AISI DUAE JIN ME YA ISMAA BHI SHAMIL HO AMAL ME LAYE ALLAH TA’ALA GAIB SE TAYYABO TAHIR RIZQE KASEER ATA FARMAYEAUR WO BENIYAZ US QADAR DE KE KHARCH SE BAC-HA RAHE IN ISMAA KO APNE A’DAADE ISM KE MUTABIQ WIRD ME RAKHE-
Aap k agar  
sawalat ho to email kare

Amelqadri@gmail.com

Duao ka talabgaar

Amel qadri

No comments:

Post a Comment